Thursday, May 22, 2014

USKI BHAVUKTA, USKA DARD

Wo bhavukta, wo dard chalkta tha uski ankho se,
Wo aah, wo karah jhalakti thi uski saanso se,
Dhumil si thi uski vartmaan zindagi duniya ki rahon se,
Fir bhi wo lad rahi thi, apne aap se, uss vishwasghat se,
Jo diya tha usko iss bhale samaj ne, bade hi pyar se,
Uski sihran se meri ankhon ki hasi bhi kahin kho jati thi,
Fir bhi ashaaya tha, nakam tha, dard dur karne me....

By--
Rishi Agarwal

CBSE Sample Paper Solution 24-25

Section A (1 Mark Each) Question 1 Answer False Question 2 Answer #THONPROGRAM Question 3 Answer not(True) and False Que...