Tuesday, October 23, 2012

Bichadte Waqt

Bichadte waqt uske aakhri sabd the mujhse,
Apni zindgi jee lena, mere bagair...
Bhale main khush na rahu tujhse dur reh k,
Tum khush reh lena, mere bagair..
Main bhul to na paungi, tujhe iss janam me,
Tum bhulne ki koshish kar lena, mere bagair...
Tut k bikhar jayegi zindgi meri, tujhse dur hoke,
Tum bikharne na dena zindgi ko, mere bagair...

Rajniti Mein Badlav ki Zarurat: Netaon ki Service Period 5 Saal Kyon Honi Chahiye?

Bharat duniya ka sabse bada loktantra (democracy) hai. Loktantra ki buniyad is baat par tiki hai ki power (satta) janta ke haath mein hoti h...