1. Baat phoolon ki kabhi sun liya kijiye,
Hamare sher par bhi kabhi gaur kiya kijiye,
Ki ab nahi hain bikhri bikhri zulfon wale,
Jo kabhi Qaafiye rok liya karte the....
2. Wo chup - chup ke hume dekha karte hain,
Kyun nahi wo humse mila karte hain,
Hum to baithe hain palke bichaye kabse,
Wo hain ki aane ka naam hi nahi liya karte hain...
3. Dil kehta hai aaj nayi shuruat ho jaye,
Jo bichad gaya tha wo mere paas aa jaye,
Aaj niklu main jidhar se bas usse mulaqat ho jaye,
Kash mere ghar bhi khusiyon ki barsaat ho jaye...

wow sir great shayaries.............aaj pata chala hamare computer teacher itne acche shayar hain..........bytheway apko pareshan na karte hue ye bata de ki this is muskan.....
ReplyDeletewow sir great shayaries.......hume nahi pata tha ki hamare computer teacher itne acche shayar hain.....this is muskan.....
ReplyDeletewow sir great shayaries....and u r a gr8 shayar too............this is muskan
ReplyDeleteA lot of thanks to you Dear Muskan....
Delete