Friday, July 12, 2013

Unko Hum Yaad Aate Hain



Jinhe jana hai wo to aksar hi chale jaate hain,
Hume to bas unke jhute vaade yaad aate hain
Wafa na kar sake wo, fir bhi koi gum nahi,
Yakin hai hume, unhe hum fir bhi yaad aate hain...

Sanjo k yaadon ko, safar kaat lenge,
Hum tere bina, puri umar saans lenge,
Tum door raho ya paas, mere dil ke,
Hum fir bhi zindgi ki dagar naap lenge....

By-
Rishi Agarwal

No comments:

Post a Comment

Rajniti Mein Badlav ki Zarurat: Netaon ki Service Period 5 Saal Kyon Honi Chahiye?

Bharat duniya ka sabse bada loktantra (democracy) hai. Loktantra ki buniyad is baat par tiki hai ki power (satta) janta ke haath mein hoti h...