Mai bhi Anna, Tu bhi Anna,
Keh raha har bhuka nanga,
Awaam yahan ki jaag uthi
sarkar ko hai pehchan uthi
Terrorist ko jo khilaye khana
nirdosh ko jo banaye nisana
mehngai badhakar bhare khazana
desh ki janta jane bhed ye saara..
Keh raha har bhuka nanga,
Awaam yahan ki jaag uthi
sarkar ko hai pehchan uthi
Terrorist ko jo khilaye khana
nirdosh ko jo banaye nisana
mehngai badhakar bhare khazana
desh ki janta jane bhed ye saara..
Anna ne hai sikha diya
Anna ne hai jaga diya
desh tumhara pyara hai
iss par adhikar tumhara hai
nahi jhuko iss atyachar k aage
nahi jhuko sarkar k aage
Jo haq hai hamara hume chahiye
corrupt ko jald se jald hataiye
Anna ne hai jaga diya
desh tumhara pyara hai
iss par adhikar tumhara hai
nahi jhuko iss atyachar k aage
nahi jhuko sarkar k aage
Jo haq hai hamara hume chahiye
corrupt ko jald se jald hataiye
Thanks
Rishi Agarwal
My best wishes are with you.
ReplyDeleteI liked this poem, and felt the energy inside me after reading this. My big support is with Sir Anna Hazare.
Thanks for supporting Anna and also for the best wishes and appreciation to me.
ReplyDelete