Sunday, September 25, 2011

Kisi Ka Khwaab

Bahut dur ka safar taiy karke aaya hu
Apne jazbaat ko qaid kar k aaya hu
Zindgi me paane ki khwahish to kuch aur thi
Par shayad kisi ka khwaab pura karne aaya hu

Bahut dur nikal aaya hu ki ab wapas ja nahi sakta
Mai kisi ki aas ko yun bhula nahi sakta
Zindgi k safar ka maza hi kuch aisa tha
Ki ab mai bhul kar bhi usko bhula nahi sakta

4 comments:

CBSE Admit Cards 2025: Class 10 & 12 Hall Tickets - Download Now & Prepare for Exams!

The Central Board of Secondary Education (CBSE) is gearing up to release the admit cards for the highly anticipated Class 10 and Class 12 bo...