1. Bahut waqt laga dete hain log pehchanne me
Phir baith kar tanhai me rote hain
Zindgi aise hi chalti rahegi mere dost
Log tadapte rahenge, aur wo
Mohabbat ko aawargi kehte rahenge,
Par bura na kehna unhe kabhi
Kyun ki wahi to hain jinhone
Mohabbat karna sikha diya,
Kisi k liye marna sikha diya
Ye aur baat hai ki,
Wo khud isse anjaan the......
2. Sath lekar koi kisi ko nahi aaya iss jahan me
Akele aaye the, akele hi jana hai
Phir kyun kisi k aane ka,
Na aane ka gum uthana hai,
Ye waqt ki sui chalti rahegi hamesha
Ye kafila yun hi badhta rahega hamesha.....
Phir baith kar tanhai me rote hain
Zindgi aise hi chalti rahegi mere dost
Log tadapte rahenge, aur wo
Mohabbat ko aawargi kehte rahenge,
Par bura na kehna unhe kabhi
Kyun ki wahi to hain jinhone
Mohabbat karna sikha diya,
Kisi k liye marna sikha diya
Ye aur baat hai ki,
Wo khud isse anjaan the......
2. Sath lekar koi kisi ko nahi aaya iss jahan me
Akele aaye the, akele hi jana hai
Phir kyun kisi k aane ka,
Na aane ka gum uthana hai,
Ye waqt ki sui chalti rahegi hamesha
Ye kafila yun hi badhta rahega hamesha.....
pr unki yad jo dil me rhti hai ..
ReplyDeletewo itni asani se jane wali nahi hai ...
fir bhi br br unhe hum bhulne ki kosis me rhte hai ...
fir na jane wo kyo khabo me aa jaya krti hai ....