Thursday, January 5, 2012

Ummeed-e-wafa

1. Unse dur hone ka gum na tha itna
    jitna ki unki ruswai ne maar dala
    meri hi galat fehmi thi shayad ki
    maine ummed-e-wafa me 
    pyar ka izhaar kar dala...


2. Jinhe hum chahte hain wo apne nahi hote
    sapne kabhi dil k poore nahi hote
    dil to aksar keh deta hai sachhi baat
    par ye hum hain jo usey pura hone nahi dete... 


3. Wo kehte hain unke paas waqt nahi
     apne dil ka haal bayan karne ko

     ek hum hain jo unke liye ta-umra 
     intezaar karne ko taiyar hain...

No comments:

Post a Comment

CBSE Admit Cards 2025: Class 10 & 12 Hall Tickets - Download Now & Prepare for Exams!

The Central Board of Secondary Education (CBSE) is gearing up to release the admit cards for the highly anticipated Class 10 and Class 12 bo...