Saturday, December 31, 2011

Sirf Tumhare Liye...

1. Mehboob ki yaad me palke bheeg jati hain
    Kisi ki yaad me saanse toot jati hain
    Kyun karte ho marne ki baat
    Kyun karte ho jaan dene ki baat
    Ye zindgi tumhe di hai kisi or ne
    Iss zindgi par karj hai kisi or ka
    Anpe farj se mat digo
    Apne karm se mat bhago
    Milega heera jo talasha gaya hai
    Sirf tumhare liye...


2. Wo humsafar, wo saki peeche chor aaye ho
    Tum apni manjil par waqt se pehle aaye ho
    Fikr kyun karte ho unki jinhe koi parvaah nahi
    Bada zalim hai zamana, jise tum peeche chor aaye ho...

No comments:

Post a Comment

CBSE Admit Cards 2025: Class 10 & 12 Hall Tickets - Download Now & Prepare for Exams!

The Central Board of Secondary Education (CBSE) is gearing up to release the admit cards for the highly anticipated Class 10 and Class 12 bo...