Thursday, December 1, 2011

Kabhi Socha Na Tha

Koi yun mere itne karib aayega 
Kabhi socha na tha 
Koi yun mujhe itna chahega 
Kabhi socha na tha
Aaj kyun wo lagne laga hai 
Kuch apna sa mujhe 
Maine to uss k baare me 
Kabhi socha na tha
Koi khwabo me aakar satayega 
Kabhi socha na tha 
Dil me pyar ka teer chalayega 
Kabhi socha na tha 
Aaj wo mujhse dur hai lekin 
Wo mujhse dur chala jayega 
Kabhi socha na tha..... 

1 comment:

Rajniti Mein Badlav ki Zarurat: Netaon ki Service Period 5 Saal Kyon Honi Chahiye?

Bharat duniya ka sabse bada loktantra (democracy) hai. Loktantra ki buniyad is baat par tiki hai ki power (satta) janta ke haath mein hoti h...